Palash Yadav Vlogs

Shri Radhe ❤️🫶
Namaste dosto 🙏
Main Palash Yadav hoon — ek aam sa ladka, jo Indian Railways (Commercial Department) me job karta hoo🚆
Mere Gurudev परम पूज्य प्रातः स्मरणीय आचार्य श्री इंद्रेश उपाध्याय जी है आपके आशीर्वाद से दास का जीवन सुख मय है


mera man hamesha se hi Prabhu ki bhakti aur Bharat ki pavitra yatrayon mein rehta hai. Is channel 'Palash Yadav Vlogs' ke madhyam se mera lakshya aapko ghar baithe Bharat ke mukhya mandiron, unke rahasyon aur meri spiritual journeys ke darshan karana hai.


Aapko mere channel par kya milega?
• Vlog Series: Meri spiritual yatrayon ka anubhav.
• Yatra Guide: Mandir kaise pahunchein, kahan rukein aur kam budget mein yatra kaise karein.
• Railway Knowledge: Ek Railway employee hone ke naate, yatra ko aasaan banane ke tips.
• Pujy gurudev ji ki katha aur unke dwara katha me diya gya updesh jankari
Hamesha yatra par jana sambhav nahi hota, par bhakti har pal ho sakti hai. Judiyen meri is yatra se!
Abhi SUBSCRIBE karein aur sath milkar darshan