Palash Yadav Vlogs

Shri Radhe ❤️🫶
Namaste dosto 🙏
Main Palash Yadav hoon — ek aam sa ladka, jo Indian Railways (Commercial Department) me job karta hoo🚆
Mere Gurudev परम पूज्य प्रातः स्मरणीय आचार्य श्री इंद्रेश उपाध्याय जी है आपके आशीर्वाद से दास का जीवन सुख मय है


mera man hamesha se hi Prabhu ki bhakti aur Bharat ki pavitra yatrayon mein rehta hai. Is channel 'Palash Yadav Vlogs' ke madhyam se mera lakshya aapko ghar baithe Bharat ke mukhya mandiron, unke rahasyon aur meri spiritual journeys ke darshan karana hai.


Aapko mere channel par kya milega?
• Vlog Series: Meri spiritual yatrayon ka anubhav.
• Yatra Guide: Mandir kaise pahunchein, kahan rukein aur kam budget mein yatra kaise karein.
• Railway Knowledge: Ek Railway employee hone ke naate, yatra ko aasaan banane ke tips.
• Pujy gurudev ji ki katha aur unke dwara katha me diya gya updesh jankari
Hamesha yatra par jana sambhav nahi hota, par bhakti har pal ho sakti hai. Judiyen meri is yatra se!
Abhi SUBSCRIBE karein aur sath milkar darshan


Palash Yadav Vlogs

Vrindavan Vlog Day 2 आज शाम 7 बजे

आज के vlog में होंगे
🙏 Banke Bihari Ji के दिव्य दर्शन
🙏 Radha rani barshana dham kr darshan
🙏 होली के समय वृंदावन का अद्भुत माहौल

Video आज 7:00 PM पर आ रहा है ❤️

कौन Vrindavan जाना चाहता है?
Comment में “Radhe Radhe” जरूर लिखें 🙏**

2 months ago | [YT] | 15

Palash Yadav Vlogs

New vlog dekha vrindavan ki holi 😍😍😍

2 months ago | [YT] | 4

Palash Yadav Vlogs

Aj shaam 7 baje PM premiere hai sab ready rehna 🔔 🔥

2 months ago | [YT] | 5

Palash Yadav Vlogs

Barsana Vyahula utsav ka vlog aya hai dekha kya ?? Nahi dekha to jaldii dekho Abhi barsana parikrama ka vlog bhi a rha hai

2 months ago | [YT] | 6

Palash Yadav Vlogs

Aap kounsi type ki videos zyada pasand karte ho ?

2 months ago | [YT] | 5

Palash Yadav Vlogs

Hi everyone, welcome to my new YouTube Community. Now you can post on my channel too. To get started, tell me in a post what you'd like to see next on my channel.
Visit my Community: youtube.com/@palashyadav1997/community

4 months ago | [YT] | 3

Palash Yadav Vlogs

Real colour btao

4 months ago | [YT] | 3