Dharm Karm Aur Jyotish mein aapka swagat hai!
Yeh channel samarpit hai Bharatiya Sanatan parampara, dharm, karmkand aur jyotish shastra ki gehri aur upyogi jaankari ko saral bhasha mein aap tak pahunchane ke liye. Yahan aapko milega:
Shastron par aadharit dharmik gyaan
Pooja-path aur vrat vidhi ki jaankari
Rashifal aur grah-nakshatron ka prabhav
Karmon ka aadhyatmik vishleshan
Jyotish ke upaay aur totke
Aaiye humare saath judiyega aur jaaniye kaise dharm, karm aur jyotish aapke jeevan ko ek sakaratmak disha de sakte hain....🙏