Assalamualaikum!“Jab Allah ka zikr hota hai to mominon ke dil laraz jaate hain 🤍
Surah Al-Anfal | Ayat 2-4”“Mera Allah ne mujhe jo kamal diya, uski har nemat par Alhamdulillah 🤍”Description

Surah Al-Anfal (8:2-4) mominon ki khoobsurat pehchan bayan karti hai 🤲
📖 Jab Allah ka zikr hota hai to unke dil kaanp uthte hain,
jab uski ayatein parhi jaati hain to unka imaan barhta hai,
aur woh sirf apne Rabb par bharosa karte hain۔
Yeh ayat humein sikhaati hai:
✨ Imaan sirf lafzon ka naam nahi
✨ Namaz, sabr aur tawakkul hi momin ki pehchan hai
Agar aapka dil bhi Allah ke kalaam se sukoon paata hai to
Video ko Like karein, Comment mein “SubhanAllah” likhein aur Channel ko Subscribe zaroor karein 🤍