Hi guys main hoon popsi!! Yahan par hum jaanenge filmon ke baare mein taaki aap chun sake dekhne ke liye ek sahi film kaunsi hai.

Kya pata issi bahane kabhi aap mera raaz bhi jaan lo? Baaki ek baat zaroor jaan lo ki main movie critic nahi hoon.

Ek film ka insaan par jo farak padta hai vo kisi ko dikhta nahi hai par hota jata hai. Hum jo khate hai vo humare upar asar karta hai chahe der se hi sahi, hum jo sunte hai vo asar karta hai tabhi hum itni cheezein seekh jate hain, hum jo pehente hai vo tak asar karta hai log humein itni baatein bol jate hai. Jo hum dekhte hain, uska asar humari soch par, humare bartav par, aur kitni jagah hota hoga.

To saath milkar iska saamna karte hai.




5:20

Shared 3 months ago

57 views