Qissay Roshani ke

"Qissay Roshani Ke" aik khoobsurat islami channel hai jahan aap ko imaan ko taza karne wale islami waqiat, Quran Pak ki dil ko sukoon dene wali tilawat aur sabaq amoz kahaniyan sunne ko milengi. Is channel ka maqsad Islam ki roshni ko aam karna aur logon ke dilon mein Allah ki mohabbat aur Rasool ﷺ ki sunnat ko zinda karna hai.
Yahan aap ko Sahaba karam ke waqiat, buzurgon ki hikayat, deeni naseehat aur Quran Pak ki pur sukoon tilawat milay gi. Agar aap islami maloomat aur imaan afroz qissay pasand karte hain to hamare channel ko subscribe karein aur is khubsurat paigham ko doosron tak bhi pohanchayein.