**Palkon Pe Geet** – Ek aisi mehfil jahan dil ke jazbaat, khwabon ki khushboo aur mohabbat ki dhun ek saath sajti hain.
Yahan milein ge aapko romantic gaane, soulful melodies aur nazm-e-dil jise sun kar aapki palkain bhi geet gaa uthengi.

Har geet ek kahani hai... har dhun ek ehsaas.
Agar aapko pyaar, jazbaat aur music ka sangam chahiye – to aap bilkul sahi jagah par hain.

🎵 **Subscribe karein** aur apne dil ko ek nayi awaaz dein.
**Palkon Pe Geet** – Jahaan har geet, ek ehsaas ban jata hai