Assalam o Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh

Rohani Ilm ek Islami channel hai jahan par
Quran Pak ki tilawat, Islami wazaif, duain,
aur roohani rehnumai share ki jati hai.

Is channel ka maqsad Allah aur Rasool ﷺ
ki talemaat ko aam karna aur logon ke
dilon ko sakoon aur hidayat ki taraf lana hai.

Agar aap Quran, Dua, Wazifa aur Islami
maloomat se muhabbat rakhte hain to
Rohani Ilm ko subscribe karein aur
apni zindagi ko roohani tor par behtar banayein.

Allah hum sab ko ilm-e-nafa aur amal-e-saleh
ki taufeeq ata farmaye. Aameen.


5:28

Shared 1 month ago

56 views