Welcome to Eid & Roza Info 🌙

Is channel par aap ko Ramzan-ul-Mubarak, roza, chand dekhne,
ruyat-e-hilal, Ramzan ke rozay 29 honge ya 30,
aur Eid-ul-Fitr kab hogi — is se mutaliq fresh aur reliable updates milengi.

Hum aap tak har important update simple aur asaan zuban mein pohanchate hain,
taake har aam insan ko sahi waqt par sahi khabar mil sake.

🔹 Ramzan chand update
🔹 Roza kab shuru hoga
🔹 Ramzan 29 ya 30?
🔹 Eid-ul-Fitr date
🔹 Pakistan aur dusray mumalik ki updates

Agar aap Ramzan aur Eid se related bar waqt aur trusted info chahte hain
to channel ko subscribe karein aur video ko like karein.

Eid & Roza Info — Sachi khabar, sahi waqt par 🌙✨