Welcome to Awami Sada (عوامی صدا) – Logon Ki Awaaz!

Assalam-o-Alaikum!

Awami Sada aik aisa platform hai jahan hum sirf khabrein nahi sunate, balkay awam ke asli masail ko ujagar karte hain. Hamara maqsad har us awaaz ko ewanon tak pohanchana hai jo dab gayi hai.

Is channel par aapko milengi:

Breaking News: Sab se pehle aur sab se sachi khabrein.

Awami Masail: Aapke shehar aur gali mohallay ke wo masail jo mainstream media nahi dikhata.

Ground Reports: Haqaiq par mabni reporting seedha mauqa-e-wardat se.

Social Awareness: Muashrati buraiyon ke khilaf aik mutahrik awaaz.

Awami Sada – Jahan Sachayi Chhupe Gi Nahi!