**“Bismillah ir-Rahman ir-Raheem
Assalaamu Alaikum!
Kya baat, faayde ki baat Mai — aapka swagat hai!
Main hoon aapka dost Amin, aur main aapko hamesha kuch na kuch faayde ki baat batata rehta hoon.
Aisi hi aur faayde ki baatein jaanne ke liye, mere channel ko subscribe kijiye, aur Like button ko zaroor click kijiye.
Mere channel ke zariye main hamesha aapko wo information deta hoon jo mujhe faayda deti hai — kyunki mera mission simple hai:
Jo mujhe faayda ho, woh sabko faayda ho !!!
Aur sabko faayda hone se mera koi nuksaan nahi honda Insha-allah.
Isi liye, jo bhi faayde ki baat mujhe milti hai, main wahi faayde ki baat aap tak pahunchata rahunga.”
Yahaan main aapko roz-मर्रा की ज़िंदगी से जुड़ी ऐसी जानकारी, ट्रिक्स, और फायदे बताता हूँ जो आपकी जेब, टाइम और मेहनत — तीनों बचाए!
Shared 1 week ago
207 views
Shared 2 weeks ago
114 views
Shared 2 weeks ago
146 views
Shared 2 weeks ago
254 views
Shared 1 month ago
472 views
Shared 1 month ago
277 views
Shared 1 month ago
156 views
Shared 2 months ago
1.1K views