katu Patu Cartoon

Bache aksar badon ko tang karte hain ki "mujhe kahani sunao." To main laya hoon aapke liye bohot saari kahaniyaan. Jinmein bachchon ke liye seekhne ke liye kahaniyaan hain, aur chhoti chhoti naseehatein bhi hain jo bachchon ke zehan par positive asar daalti hain.