Man vs. Nature. Fire vs. Ice. 🔥❄️
Duniya ke sabse khatarnak ilaqon ka safar! 🌍
Mera naam Ansar hai aur main ek Wildlife Ranger hoon. Is channel par main aapko le chalu'nga duniya ki unn jagahon par jahan insaan ka zinda rehna namumkin lagta hai.
❄️ Antarctica ki barf se lekar 🌿 Amazon ke ghane jungle tak, dekhiye main kaise kudrat (nature) se ladta hoon. Har video mein naya adventure, naya khatra, aur naya survival lesson.
Series Highlights:
Shelter Making (Ghar banana)
Hunting & Fishing (Shikaar)
Dangerous Animals (Jaanwar)
Navigation & Escape
Agar aapko Adventure aur Thrill pasand hai, toh Abhi Subscribe Karein! 🔔
Shared 1 week ago
231 views