"Old channel game changer delete ho gaya… koi na, YouTube bhi ghabra gaya hoga mere swag se! 😎
Naye channel mein bhi wahi attitude, wahi overacting aur thoda zyada style milega! 😜
Subscribe karo warna bhai ka ego hurt ho jayega! 💔
Aur haan… yahan serious log allowed nahi 😏🔥"


Welcome to my channel! 🙏
Main yahan bas ek wajah se hoon — aap logon ka support aur pyar chahiye, taaki main kisi ki zindagi mein farq laa sakun.
Mera sapna famous banna nahi hai...
Mujhe bas us YouTuber ki tarah banna hai jo garibon ki madad karta hai.
Agar main unki tarah ban paaya, toh mere liye wahi meri success hai. 💯
Subscribe mat karo mere liye — karo us mission ke liye jiske liye yeh channel bana hai. ❤️