Assalamualikum welcome to u my youtube islamic channel mera naam hai rizwan nizami khatibo imam or khadim syed ahmed shah qadri gujrati badsha rahmatullah alaih dargah and masjid hassan karnataka india
Apko is channel mai islamic malumat islamic bayanat islamic shayari sunne ko milaiga
Ap mere islamic channel ko subscribe kare like share and comments kare support kare shukriya
Fiyaz belgodi rahmatulla alaih mere nana hai ap eik azeem shayar e islam hai nabi kai ishq mai haram mai jaker nabi ki bargah mai naath likhi hai aajh bhi unki kitab haram ka tohfa apka nabi pak sai ishq ka ielan karrahahai ap shah jamat rahmatullah alaih ki bargah sai bhi faiziyab hasil kiye hai tazkira e shahjamat kitab mai shahjamat rahmatullah alaih kai karamat likhi hai alhamdulillah


1:39

Shared 2 years ago

44 views