Welcome to Nasir Jatt UK – Kashmir TV
Hi, I’m Nasir Jatt.
Mujhe traveling ka bohat shoq hai, aur isi liye main apni journeys record karta hoon aur aap sab ke sath share karta hoon.
Is channel par aap dekhein ge:
UK aur dusre places ke travel vlogs
Local food, street food aur restaurants exploration
Shopping malls aur local markets
Daily life aur real experiences
Mera maqsad hai real journeys, real food aur real life experiences aap tak lana.
Agar aap ko travel, food, shopping aur lifestyle pasand hai, to yeh channel aap ke liye hai.
Subscribe karein aur meri har journey ka hissa banein!

for more enquiries - ukkashmirtv@outlook.com