Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh!
Mufti Subhan Motivation mein aap ka khush aamdeed hai.
Is channel par aap ko Islamic Motivation, Deeni Nasihatein, Quran o Sunnat ki roshni mein zindagi guzarne ki rehnumai, Iman Afroz Bayanat, Akhlaqi Taleem aur rozmarra zindagi ke masail ka islami hal milay ga.
Hamara maqsad Allah aur Rasool ﷺ ki taleemat ko aam karna aur har Musalman ko deeni aur dunyawi zindagi mein kamyabi ki taraf rehnumai dena hai.
Channel ko Subscribe karein, Bell Icon zaroor dabayein aur apne doston ke saath share karein.
JazakAllahu Khairan
Mufti Subhan Motivation
**Ilm | Iman | Amal
Shared 2 weeks ago
159 views