Al-Huda Islamic information Center India

Hamara maqsad Qur’an o Sunnat ki roshni mein Islam ka sachha paigham zyada se zyada logon tak pohchana hai.

✨ Bunyadi Maqasid:

Qur’an o Hadith par mabni dars o bayan

Ahm masail par daleel ke sath sawal o jawab

Islami taleem, akhlaaq aur tazkiya

🔔 Join Kijiye:

Channel subscribe karein aur Islam ka paigham phailane ki is koshish ka hissa baniye.