"Har muskurahat ke peeche ek kahani hoti hai, aur har kahani mein kuch tootay hue pal…
Is video mein us dard, us khamoshi aur un lamhon ko dikhaya gaya hai jab dil toot jaye to insan khud se bhi door ho jata hai.
Agar aap ne kabhi kisi ko dil se chaha ho aur phir bikharnay ka dard mehsoos kiya ho, to yeh video aap ke jazbaat zaroor bayaan karegi.
Agar relate karte hain to LIKE & SHARE karna na bhooliye."
Shared 8 months ago
12 views