Assalam-o-Alaikum! Welcome to Cartoon Dunya. 🌍✨
Humne is channel ko banaya hai pyaari Ahadees-e-Mubaraka ko dilchasp kahaniyon (stories) mein badalne ke liye, taakay bache aur badey asani se Deen ki baatein seekh sakein.
Hamara maqsad: Sunnah ko apni rozmarrah ki zindagi ka hissa banana."