Assalamu Alaikum!
Yeh channel Qur’an, Sunnah aur Islamic reminders spread karne k liye hai. Yahan aapko milega:
Qur’an ki tilawat aur tarjum
💫 Maqsad sirf ek hai: Apne aur aap sab ke dilon ko Qur’an aur Sunnah ki roshni se roshan karna.
🤲 Dua hai ke yeh safar humein akhirat ki kamiyabi ki taraf le jaye.
📌 Don’t forget to Subscribe, Like & Share