Ranjana Bhakti Parivar 🌸

Ranjana Bhakti Parivar mein aapka hardik swagat hai 🙏
Yeh ek devotional parivar hai jahan har din Shiv ji, Hanuman ji, Radha-Krishna aur Khatu Shyam ji ki bhakti se jude bhajan, mantra, aarti aur divine sandesh share kiye jaate hain.
Is channel par aapko milega:
✨ Daily bhakti shorts aur motivational bhakti quotes
✨ Powerful mantra aur bhajan
✨ Tyohar special videos
✨ Prasiddh mandiron ki jankari, unka itihaas aur unse jude rochak tathya
Hamari koshish hai ki bhakti ke saath-saath aapko dharmik gyaan aur adhyatmik shanti bhi mile.
Agar aap bhi bhagwan ke naam se judkar apne jeevan me sakaratmakta lana chahte hain, to Ranjana Bhakti Parivar ka hissa zarur banein.
🙏 Channel ko subscribe karein aur bhakti ka yeh pavitra safar humare saath shuru karein.