“Doobta hua suraj nikalta zaroor hai,
Waqt kaisa bhi ho, badalta zaroor hai.”
🤝ना जात देखो, ना धर्म पूछो,
इंसानियत का बस कर्म बूझो।
एकता का परचम लहराना है,
नफ़रत के हर दीवार को गिराना है।🤝
☺️Be happy and
keep sharing happiness ☺️.
Swagat hai aap sabka hamare is pyaare channel par, jahan har din ek nayi umeed, ek nayi soch aur ekta ka sandesh lekar hum aapke saamne aate hain. Yeh channel bana hai un logon ke liye jo zindagi mein kabhi haar nahi maante, jo mushkilon ka samna muskura ke karte hain, aur jo apne sapnon ko haqiqat mein badalne ,ekta ka aisa sandesh jo har dil ko chhoo le. Hamara maksad hai logon ke beech bhai-chaara badhana, ek doosre ki madad karna aur ek positive soch ko duniya tak pahunchana.
Agar aap bhi zindagi mein kuch bada karna chahte hain, apni pehchan banana chahte hain, aur ek acchi soch ka hissa banna chahte hain — toh hamare sath judein. Kyunki yahan hum sab ek hain!”
Thank you support me.🥰
Shared 1 year ago
116 views
Shared 1 year ago
62 views