Tilawat-e-Quran official

Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh!
Telawait e Quran Official mein aap sab ka dil se istiqbal hai. Is channel par aap Quran-e-Kareem ki khubsurat tilawat, Urdu tarjuma, Quran ki mukhtalif suratein, Islamic reminders aur roohani sukoon dene wali videos dekh sakte hain.
Hamara maqsad Quran ka paigham zyada se zyada logon tak pohnchana aur Allah Ta'ala ke kalam se dilon ko roshan karna hai.
Agar aap Quran ki tilawat pasand karte hain to hamare channel ko Subscribe karein, video ko Like karein aur Share karke sadqa-e-jariyah mein hissa banen.
JazakAllahu Khairan.