Bharat Ki Ek Nyi Pehchan | Kisan Udyog
Kisan Udyog do mitron Sandip Panda aur Prakash Kurrey ka banaya hua ek digital agriculture platform hai.
Ham dono ka ek hi lakshya hai โ kheti ko sirf farming nahi, balki ek profitable business banane ka mindset kisanon tak pahunchana.
๐ฏ Our Vision (Hamara Drishtikon)
Bharat ke har kisan ko smart marketer, smart producer aur smart entrepreneur banana โ
taaki kheti ko ek startup aur sustainable business model ki tarah dekha ja sake.
๐ Our Mission (Hamara Lakshya)
Kisan Udyog ka Mission:
๐ Kheti ko business mindset se karne ki soch badalna
๐งช Seed, crop, technology aur tools ki ground reality information dena
๐งโ๐พ Kisanon ko marketing aur selling sikhana
๐พ "Khet se lekar mandi tak" โ har step par guidance dena
๐ Kisaan ko batana ki apna samaan kaise, kahan aur kab bechna chahiye
๐ Online aur offline dono tarike se branding & marketing sikhana
๐ฐ Kisanon ko profitable banane ke liye practical farming strategies dena
Shared 4 weeks ago
3.2K views