Khankahe_Chishti_Chaman

~Huzoor Khwaja Azmat Ali Shah Chisty-UL-Quadri
~Use khareed liya hai Khuda ki rahmat ne
tumhare hath par jo bik gaya Garib Nawaz

~Jo kuch chaho dhundlo isi bashar me hai
tafseel e kayenaat isi mukhtasar me hai
Ilahi na chhute ye daamaane nisbat
jab se mila hai karam hi karam hai
Roman Hindi
____________________________________________

🌹 Official YouTube Channel of All India Khanqa e Chisty Chaman 🌹

Mohabbat-e-Rasool ﷺ, Ahle Bayt-e-Athar, Sahaba-e-Kiram aur Auliya Allah ki taleemat ko Qur'an-o-Sunnat ki roshni mein aam karna hamara maqsad hai. Yahan Deeni Bayanat, Mehfil-e-Sama, Mehfil-e-Naat, Mehfil-e-Zikr, Urs Mubarak, Chadar Poshi, Manqabat aur Ruhani Programs pesh kiye jate hain. Allah hum sab ko amal ki taufeeq ata farmaye. Ameen.

And Much more......
Subscribe 😊
Like 👍🏻
Share 📲
Keep Watching 📱

Thank you For Visit