Islamic Sawal Jawab

Assalamu Alaikum!
Humare channel Islamic Sawal Jawab mein aap ko Islam se mutaliq har important sawal ka asaan aur wazeh jawab diya jata hai. πŸ˜‡

Yahan aap ko milenge: πŸ“Œ Islamic questions & answers
πŸ“Œ Halal aur haram ke masail
πŸ“Œ Namaz, roza aur deeni masail ki wazahat
πŸ“Œ Rozana zindagi se related Islamic rehnumai

Humara maqsad sirf yeh hai ke har musalman tak sahi Islamic maloomat asaan zubaan mein pohanchai jaye.
πŸ‘‰ Agar aap ko hamara content pasand aaye to channel ko subscribe karein aur bell icon πŸ”” zaroor dabayein taake har nayi video sab se pehle aap tak pohanch sake.

πŸ‘‰ "Aap ka koi bhi sawal ho to comment mein zaroor batayein"

JazakAllah Khair πŸ’š