Main ek tajurba kar online Quran teacher hoon jo bachon aur baron ko Quran Pak ki taleem jadeed tareeqon se faraham karta hoon. Meri khidmaat mein darj zail shamil hain:

Quran Pak ki tajweed aur talafuz ki durusti ke sath taleem

Nazra Quran se hifz-e-Quran tak mukammal rehnumai

Islami duain, ahadith, aur deeni taleemat ki tafheem


Mere tareeqa taleem ka maqsad Quran Pak ko asaan aur moassar andaaz mein sikhana hai taake talba Allah ke kalaam ko samajh saken aur apni zindagi mein is par amal kar saken.

Agar aap ya aapke bache Quran seekhne ke khwahishmand hain to rabta karein aur ek azmaishi class ka waqt muqarrar karein.

www.facebook.com/share
/15NjjLBM13/