•Filming My Life🖤🎥

•Zindagi ek lambi road trip hai — main bas camera leke nikal pada hoon.

​•Mountains, moments, aur woh sab jo words mein nahi aata. Welcome to my life.

•Har din ek naya scene hai — main sirf capture karta hoon, judge nahi.

•Safar mera hai, feelings tumhari bhi hongi. Yahan sab real hai.

•Pahaad bulate hain, main jaata hoon — aur sab tumhare liye le aata hoon.