Hay friends👋
my name is Pankaj Sharma. this is my new YouTube channel. 😎
🔵 Is video mein main shayari se related kuchh video shorts ke roop mein upload karunga and full video bhi upload karunga
🟡 ismein video ke madhyam se main logon Ko kuchh acchi acchi baton ke bare mein batana chahta hun
🟢 jo ki sabke aam jindagi mein common dekhne Ko milta hai aur uska solution bhi dekhne ko milega
🟣 mere is video mein Kai tarah ke writers aur Shayar ke videos ko upload kiya jaega jo ki acchi acchi baton ke sath logon Ko Gyan ki baat bhi bataenge
🔴 ismein video ke madhyam se kuchh acchi acchi baton ko bataya jaega jise log Apne common life mein utare aur uske hisab se apni life ko aage badhaen jisse ki unhen kuchh to aaram milega
🔵 sponsorship ke liye.pankajzamania5@gmail.com

💖 दिल को छू लेने वाली शायरी और सच्ची घटनाओं पर आधारित प्रेरणादायक कहानियाँ! हमारे चैनल को सब्सक्राइब करें और जीवन के हर रंग को महसूस करें। ✨
❤️and Bhojpuri ke comedy videos Ko bhi upload karunga and any reference video