Umar HealthWala

Assalam-o-Alaikum! πŸ™Œ
Mera naam Umar Farooq hai aur main Rehan College, Korangi Karachi ka student hoon. Main 4-Year Artificial Intelligence Program mein taleem hasil kar raha hoon jo Sir Rehan Allahwala ne launch kiya hai.

Iss channel ka maqsad hai ke main apni AI learning journey, skills, aur experiences aap sab ke saath share karoon taa ke main aur aap dono seekh saken aur grow kar saken. πŸš€

Yahan aapko milega:
βœ… Artificial Intelligence aur Digital Skills related content
βœ… Freelancing aur Career Guidance
βœ… Personal Growth aur Life Experiences
βœ… Educational & Motivational Videos

Mera vision hai ke main apni learning ko dusron tak pohchaun, taa ke hum sab mil kar Pakistan ko digital aur AI future ki taraf le kar jayein πŸŒπŸ’‘

πŸ‘‰ Channel ko Subscribe karein aur is safar ka hissa banein!
πŸ“© Contact: [umarfarooqpahoor1122@gmail.com]


28:27

Shared 2 months ago

2 views