Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh
Is video mein aap sunenge Maulana Tariq Jameel ka dil ko chhoo lene wala aur imaan taaza kar dene wala bayan.
Is bayan mein Qayamat ke din ka hisaab, gunahon ka anjaam, aur Allah ki rehmat ka zikar kiya gaya hai.
Yeh bayan har Musalman ke liye ek naseehat hai taake hum apni zindagi ko Quran aur Sunnat ke mutabiq guzaar saken.
📌 Video pasand aaye to Like karein
📌 Channel ko Subscribe karein – AJ Official Islamic Channel
📌 Is naseehat ko dusron tak share karein
Allah Ta’ala humein amal ki taufeeq ata farmaye. Aameen 🤲