Malik Azadri Network

"Azadari Channel" ek manzoor-e-nazar manbar hai jo Ahl-e-Bayt (AS) ki mohabbat aur Azadari-e-Imam Hussain (AS) ka paigham poori duniya mein pohnchane ka irada rakhta hai. Yahaan aapko Majalis, Noha Khuwani, Marsiye, Manqabat aur Deeni Maloomat ka ek behtareen majmua milega. Hamara maqsad Imam Hussain (AS) ki qurbani aur Karbala ke haqaiq ko aam karna hai, taake har momin ka dil Hussainiyat ki roshni se munawwar ho.

Is channel ko subscribe karein aur Azadari ka paigham har gali, har basti tak pohnchane mein hamara saath dein! Ya Hussain (AS)!