Motivational quotes by noor-e-saba

Meri kahaniyan sirf kahaniyan nahi hoti, balki ek safar hoti hain. Har kitab, har video ek aaine ki tarah hai jisme aap apni hi tasveer dekh sakte ho. Shayad aapke jazbaat bhi yahin chupay hoon. Har lafz aapke dil ko choo lega, kyunki yahaan koi drama nahi, sirf asal zindagi ke rang hain.

๐Ÿ‘‰ Is channel par aapko milega:

๐Ÿ“– Meri published books ke trailers aur promotions (Hindi & English versions Amazon par available)

โœ๏ธ Shayari, sher aur poems jo dil ko choo jaayein

๐Ÿ’ญ Depression aur mental health par asli baatein

๐ŸŽ™๏ธ Mann ki baat โ€“ ek awaaz jo shayad aapke dil ki bhi awaaz ho

๐ŸŒ Social issues aur un sachchaiyon par baat jo aksar chupayi jaati hain

Yeh channel un sab ke liye hai jo sirf dekhna nahi, mehsoos karna chahte hain. Har video ek safar hai โ€“ jazbaat se umeed tak.
#depression
#real stories
#4 log kya kahenge
#survival
#true base story
#social issues
#aapki awaz
#insan ki awaz