Emotional Islamic Bayan

Bismillah-ir-Rahman-ir-Raheem

Alhamdulillah! YouTube channel "Emotional Islamic Bayyan" Hazrat Peer Ajmal Raza Qadri Damat Barakatuhum Al-Aliyah ke imaan afroz, islahi aur rūhāni bayanaat ko aam karne ke muqaddas maqsad ke tehat qāim kiya gaya hai.
Yeh baat fakhar ke qabil hai ke is channel par mojood tamam bayanaat Peer Sahib ki mukammal ijazat (Full Permission) ke sath upload kiye ja rahe hain.
Hamara maqsad sirf aur sirf muhabbat-e-Rasool (S.A.W), azmat-e-Sahaba wa Ahl-e-Bayt, aur aqeeda-e-Ahl-e-Sunnat ki tarweej hai.
Hum dil se koshish karte hain ke aap tak Peer Sahib ke ilm o hikmat se bharpoor bayanaat pohanchain taake zindagi mein noor, sukoon aur islah paida ho.
Bara-e-karam channel ko subscribe karein, bell icon dabayein, aur is paighaam-e-Haq ko doosron tak bhi pohanchayein.

Jazakum Allahu Khairan wa Ahsanal Jaza

#PeerAjmal