Vasocdimaga purtgal ka rehne wala tha. 1498 me bharat ke kalikat keral me aya tha
2 weeks ago | 2
Vasco da Gama portugal ka rehne wala tha.20 oct 1498 ko gujrati vyapari Abdul madid ke madad se Cochin ke Calicut ke kapdabu bandargah per aaya tha Jahan waha ka ruler zamorin ne uska swagat Kiya. Vasco da Gama ko hi Asia(India) se Europe ka jaliye marg khojne ka shrey Diya jata hai .Ise India se le gaye goods se Europe mein 60% ka munafa hua. Vasco da Gama dusri baar 1502 mein Bharat aaya. 1524 mein ye third baar Bharat mein Portuguese Governor ban kar aaya lekin isi saal iski mrityu Cochin mein ho gai Jahan Saint Francis church mein ise dafnaya gaya
1 week ago | 0
Raja Gupta Current Affairs
वास्को डि गामा कहाँ का रहनेवाला था ?
2 weeks ago | [YT] | 139