My twin twinnings(easyrecipesandfun)

Kabhi kabhi apke saath aisa ho jata hi ki apne kabhi socha bhi ni tha ….mere saath bhi hua …..mene hamare ghar ki sabse pyari gudiya ko kho diya….or isi wajah se mene videos upload karne band kar diye the…..par ab swikaar kar liya hai ki pyaari Richa ki chale gayi …..ab phr se videos upload karna start karungi….apke support ki jarurat hai 🙏🏻we will always miss you Richa🙏🏻❤️….

1 year ago | [YT] | 6