KᕼᗩᗪIᒍᗩᕼ

1. Qalb (heart) – Dil ko clean karna hai, matlab jealousy, nafrat, bura soch sab hata dena.
2. Nafs (ego / desires) – Apni khwahishe control karna hai, matlab gussa, greed aur laziness ko discipline karna.
3. Aql (mind / intellect) – Dimag ko wahi direction mein chalana jo Allah ne Qur’an aur Sunnah se batayi hai, warna dimag apna shortcut dhund lega.
4. Ruh (soul) – Rooh asal mein paak hi hoti hai, isko bas uncover karna hai, matlab duniya ke dust ko hatake apni asli fitrah ko jagana.

Matlab: Dil, nafs, dimag aur rooh ko sahi line mein le aao, tabhi poora insaan Allah ke hukum ko follow karega. 🌷
@𝐏𝐚𝐤𝐤𝐲 ☪
‪@IlmPulses‬
‪@Kim_lovehimself‬
‪@IlmPulses‬
‪@SanjidaJahan-f9j2z‬

1 month ago | [YT] | 8