Agar hum ye soche ki koi hume kabhi bhi kuch na kahe to aisa to kabhi nahi hoga kyunki hum sacche kaam karenge to samaj ko to bura lagega hi lagega kyonki samaj chalta hai manyta or riti riwaj par or insan ko jine ke liye manyata or riti riwaj ki zarurat nahi hoti balki prem or sach ki zarurat hoti hai lekin samaj me na sach hai or na prem hai to bas sanskar, moh, maya, riti riwaj, manyataye
Sach hi hota hai jo kabhi nahi badalta or manyataye, riti riwaj badalte rahte hai humare yahan kuch hor hai, india me hi dusri jagah chale jao wahan kuch or milega to agar ye manyataye sacchi hoti, ye riti riwaj sacche hote to har jagah ek se hone chahiye they alag alag kyun hai ? Kyunki ye sach nahi hai
Neha 😎

3 days ago | [YT] | 24