Dost wo hota hai jo problem mein kaam aaye, Aur exam ke time “tu fail hoga” kehkar aur tension de jaaye! 😂
3 months ago
| 0
Behen saari problems ki jad ko khojho or ishe alag karke .. Sirf padhai per dheyaan do...🤧
4 months ago
| 3
Behen tumhare daily life mein tum jaisa bhi karti ho use thoda alag banao jaise example me:- mai abhi 9th class just padh rha hu aur 9th class ke starting se hi maine bas 1ghanta samay khudko diya kyu kyuki maine wo 1 ghanta mere jindagi ko change karne ke liye maine uss 1 ghante mein maine ye socha ki bas yaar bas aur aisa kitna din aise hi phone dekhne mein lagao kitna din aise phone mein hi ghusa rahunga phone addiction ko ab khtm karne ka time aagya hai toh phir maine thoda koshish kari ki ye phone dekhna band kar deta hu lekin nhi hopaya mere se nhi ho paya phir se mai phone mein time waste kiya lekin lekin phir maine socha ki yaar nhi aise nhi hoga phone ka addiction ko khtm toh nhi kar sakte but but iss phone ka ek sahi use toh kar sakte hai yani mai phone use karunga lekin bas padhai ke liye only padhai ke liye phir maine ek habit bhi apne life mein dali ki subah jaldi uthunga aur raat ko jaldi so jaunga toh maine starting se hi 4:00AM ko uthna tay kar liya tha aur raat ko 9:00PM baje so jata tha toh aaj mai 4 baje kya mai aaj subah 3:30AM ko uthata hu aur raat ko 9:30PM ko so jata hu mere har ek din mai mere most important 6-7 kaam aur baki 8 kaam ko ek din mein hi khatam karta hu ye mai kaise karta hu ye janne ke liye thoda 🤫secretly baat karna hoga mai nhi chahta ki koi aur mera comment padhe aur bhi aage bahut kuch hai jo tumhari life ko dusre logon se kai guna upar hoga
4 months ago (edited)
| 0
sweet_♥_heart _♥
Ab dhang se padhai na ho paari merese
Ak to bahut depressed hu or
Uper se mere pass or problems Pe problems hi aati jaari ..😖
Bhai ab me karu to aakhir kya karu.. 😟
4 months ago (edited) | [YT] | 6