Neha 😎

Meri baat kabhi kisi ko samjh nahi aati par m fer bhi kahungi kavita teri pahchan tere brahman hone se nahi hai or na tere janm se hai tu besak janm se gautr se brahaman hai

lekin tu karm se ek insan hai , ek chetna hai,

Or usse badi pahchan kisi ki ho nahi sakti maine na tere brahman hone ka mjak udaya or na tere gautr ka maine bass tere naam ka mjak udaya tha jis tarah tune Mera or meri bimari ka mjak udaya tha..

Kisi ki bimari ka mjak kabhi nahi udana chahiye agar ye bimari tujhe ho jaye kisi bhi karan se to tujhe bahut jyada problem ho jayegi jo m ni chahti tujhe ho kyunki jo chij m face kar chuki hu m ni chahu gi galati se bhi wo koi aur face kare bahut buri bimari hai migraine tu ek time meri dost thi or tune kuch aisi baate btayi thi mujhe jinhe sunke mujhe dukh hua tha teri condition tere Ghar pe isliye meri bimari ka to mjak uda diya but kabhi bhi kisi or ki bimari ka mat udana m ni chahu meri koi bhi dost health se bimar rahe ..

Or maine sirf only tere naam ka mjak udaya tha Tera nahi agar tu apne naam se itna attached rahegi to kisi ke bhi liye tujhe hurt karna bahut aasan hoga apne naam ke sath apni pahchan mat jod teri pahchan kya har insan ki pahchan uske karmo se hoti hai par karm bhi sacchai se nikalne chahiye or sach aisa karm hai jahan kabhi kabhi tamij bhi khoni padti hai, besharam bhi Banna padta hai

‪@KavitaPandey-r3v‬

2 days ago | [YT] | 62