ND x AUJLA

Happy Birthday Khushiii πŸŽ‰πŸ’–βœ¨β€ͺ@beautyworld9‬


Meri pehli YouTube wali friend, meri sabse caring aur sweetest saathi β€” Happy Birthday Khushi! πŸ˜­πŸ’—

Khushi, tum sirf apne naam ki tarah hi nahi, balkay meri zindagi mein bhi bohot saari khushi lekar aayi ho βœ¨πŸ™ˆβ€

Dil se keh rahi hoon, tum mere liye bohot special ho.
Tum hamesha meri care karti ho, mujhe samajhti ho, meri har baat sun leti ho bina thake ya complain kiye 😩❀️

Aisi friendship har kisi ko nahi milti… aur mujhe bohot proud feel hota hai ke meri first ever YT friend tum ho 🫢🌸

Aaj tumhara birthday hai, so I pray ke Allah tumhein woh saari khushiyan de jo tum deserve karti ho πŸ’«

Tumhari life hamesha bright rahe, tumhare sapne poore hon, aur tumhara dil hamesha sukoon se bhara rahe πŸ™πŸ€
Allah tumhari zindagi ko pyaar, peace aur blessings se bhar de ✨

Aur haan…
Thank you for being YOU πŸ’—
Tum sweet bhi ho, cute bhi ho, caring bhi ho β€” matlab ek perfect friend 🀌😭✨

Aaj full enjoy karna, cake khana, pics lena, aur apni queen wali vibe slay karna πŸ‘‘πŸ’–
Aur yaad rakhna… main hamesha tumhare saath hoon β€” jaise tum hamesha mere liye hoti ho πŸ€πŸ’ž

Happy Birthday Khushiii πŸŽ‚πŸŽ‰πŸ’—βœ¨πŸ₯³
Lots of love for you 🀍
from
~YOUR NEEDU πŸ’—πŸ‘‘πŸŒΊ

1 week ago (edited) | [YT] | 8