Har Talib-e-'Ilm ke liye adab aur akhlaaq, ilm se bhi zyada ahmiyat rakhte hain. Is playlist mein Shaykh Bakr bin Abdullah Abu Zayd (rahimahullah) ki mashhoor kitaab Hilyatu-Taalib-il-'Ilm ki sharh aasaan aur mukhtasar andaaz mein pesh ki ja rahi hai.
Agar aap apni niyyat ko durust karna, ilm ki barkat hasil karna, ulama aur asaatizah ke huqooq samajhna, aur Salaf ke tareeqe par ilm hasil karna chahte hain, toh ye silsila aapke liye hai
📚 PDFs aur Live Class Join karne ke liye Salaf Academy ka WhatsApp Channel Join karein:
whatsapp.com/channel/0029Va9LycrCxoAo47AQcz3A