Anajwala channel desh ke annadata ko samarpit hai. Yahan hum kheti–kisani ke naye tarike, upkaran ke review, davai aur khad ka sahi istemal, organic farming, aur mandi update laate hain. Hamara vada hai – “Beej se bazaar tak, har kadam par kisano ke saath.” 🌱✨