Sadiyon se hum ek aise muashray ka hissa rahe hain jahan har pehlu mein sirf mard ki sunni jati haiaur use he Badshah mana jata hai, jo aakhirkaar aurton se nafrat ko hamari saqafat aur normal zindagi ka hissa bana chuka hai. Ibn-e-Hawwa bhi aisi hi kahani hai jo Zahid ke gird ghoomti hai β€” ek naujawan jo bachpan se hi takleef aur musalsal crises ka shikar raha hai. Is sab ka aghaz us waqt hua hai jab uski maa uske walid ko chhor kar kisi aur mard ke saath chali jaati hai, aur iske baad se Zahid ko har taraf se tana zani aur zehni azaar ka samna karna parta hai. Yeh sab uske dil-o-dimagh par itna gehra asar dalta hai ke uske andar aurton ke liye nafrat jarh pakad leti hai β€” is had tak ke uski chhoti behan ko bhi ghar se nikal kar khala ke paas bhej diya jata hai.Β 

CAST :

Hira Mani
Shahzad Sheikh

Writer: Saji Gul
Director: Syed Ahmed Kamran
Producer: Momina Duraid Productions



Ibn-e-Hawwa

Ibn-e Hawwa drama me lead female character ka naam kya hai?

4 months ago | [YT] | 9

Ibn-e-Hawwa

Dhamkiyon Bhari Larai πŸ˜“
πŸ‘‰ https://youtu.be/sstfzdU1eBA

4 months ago | [YT] | 22

Ibn-e-Hawwa

Shadi Ho Gayi...
https://youtu.be/BGUjiyM0Lrw

4 months ago | [YT] | 38

Ibn-e-Hawwa

Kya aap Ibn-e-Hawwa drama pasand karte hain?

4 months ago | [YT] | 7

Ibn-e-Hawwa

Mahjabeen ke aansu πŸ˜₯
πŸ‘‰ https://youtu.be/c0-3kOvhWFk

4 months ago | [YT] | 36

Ibn-e-Hawwa

Iss muskurahat ke peeche Kya hai?

4 months ago | [YT] | 8

Ibn-e-Hawwa

Drama serial Ibn-e-Hawwa konse saal me aya tha?
πŸ‘‰ www.youtube.com/playlist?list...

4 months ago | [YT] | 2

Ibn-e-Hawwa

Samaj ke likhe hue qawaneen se tarashi hui zindagi…
πŸ‘‰ https://youtu.be/_j3b18EUPm8

4 months ago | [YT] | 47