RealityCheckIndia

🚨 AI आपकी Job ले रहा है — क्या आप तैयार हैं?

RealityCheckIndia पर मिलेगा वो सच जो कोई नहीं बताता — Career, Jobs, Scams और Earning के बारे में बिना झूठ के।

मैं खुद Job Scam में फंस चुकी हूँ — इसीलिए लाखों Indian युवाओं को सच दिखाना मेरा मिशन है।

🎯 यहाँ मिलेगा:
✅ AI vs Jobs — कौन सी नौकरियाँ safe हैं, कौन सी खतरे में?
✅ ₹1 Lakh+ कमाने के Real, Verified तरीके
✅ Job & Investment Scams की पहचान — फंसने से पहले जानो
✅ Career Guidance — Fresher से Career Switch तक
✅ Gemini AI Podcast — AI की नज़र से India का Job Market

💡 क्यों trust करें?
हर opportunity personally verify होती है। कोई fake promises नहीं — सिर्फ data, facts और real stories।

🔔 Subscribe करो — ताकि कोई Reality Check miss न हो!


RealityCheckIndia

⏰ Bas 1 ghanta baaki!

Aaj raat 9:00 PM LIVE aa rahi hoon. AI, earning, career, jo bhi sawaal hai, le ke aao 💬

👉 “Notify me” daba do: youtube.com/live/DtK_m50lsBA

Milte hain 9 baje! 🙌

3 days ago |[YT] | 0

RealityCheckIndia

Aaj raat 9 baje LIVE 🔴 Pehle kis pe baat karein? 👇

3 days ago |[YT] | 1

RealityCheckIndia

🔴 KAL LIVE aa rahi hoon!

📅 Saturday, 10 October | ⏰ Raat 9:00 PM IST

AI, online earning, career, skills… jo bhi sawaal hai, kal seedhi baat karenge 💬

Student ho, fresher ho, ghar pe ho ya job dhoondh rahe ho, sab aao. Open baat-cheet, real jawab, koi gyaan nahi.

👇 Abhi link khol ke “Notify me” daba do, taaki live shuru hote hi reminder mil jaye:
youtube.com/live/DtK_m50lsBA

✍️ Apna sawaal abhi comment mein likh do, live mein naam leke jawab dungi 🙌

Milte hain kal raat 9 baje!

#AISeKamai #OnlineEarning #RealityCheckIndia #shvetaonai

4 days ago |[YT] | 4

RealityCheckIndia

Series ka 4th platform aaj unlock hoga 🔒
Is baar:
📱 Sirf mobile
🚫 Koi skill nahi
🏠 Ghar ka roz ka kaam
Aur is baar do apps bhi hain jinse main aapko rok rahi hoon.
Video aaj shaam 7 baje live hogi.
Tab tak guess karo: 4th platform kaunsa hai? Comment mein sirf naam likho 👇

2 weeks ago |[YT] | 6

RealityCheckIndia

Aaj raat 9 baje LIVE 🔴 AI se online earning ke Apne sawal ready rakho — main jawab dungi.link nechey hai

youtube.com/live/0jZ6rXszM0I?feature=share

2 weeks ago |[YT] | 1

RealityCheckIndia

Saturday ki LIVE mein sabse pehle kis topic par baat karnachahte hai? 👇

Join Here Saturday 9:00 PM - youtube.com/live/0jZ6rXszM0I?feature=share

2 weeks ago |[YT] | 1

RealityCheckIndia

🔴 Mein LIVE aa rahi hoon — Saturday (26 Sept.) raat 9 baje!

Online kaam, AI jobs, mobile se earning — sab par baat karengey , aapke sawaal bhi hai to join karlena

"Notify Me" dabao 👉 youtube.com/live/0jZ6rXszM0I?feature=share
Apna sawal abhi comment mein likho 👇

2 weeks ago (edited) |[YT] | 5

RealityCheckIndia

Ek job aisi hai jo abhi ₹10–12 LPA de rahi hai — bina IIT degree, bina coding. 🤯
Naam: AI Agent Orchestrator. GCCs, startups aur IT companies isse bharne ke liye log dhoondh rahi hain… aur candidates hain hi nahi.
Maine poori reality nikaali hai — live job portal proof, entry se senior tak ka salary breakdown, aur ek zero-cost 6-month roadmap jo abhi start kiya ja sakta hai.
2028 mein jab yeh job har hiring portal pe hogi, tab tak competition aa chuki hogi. Abhi window khula hai.
Full video ab live hai 👇
https://youtu.be/YR9Pm8EtxyQ

dekh lo, aur comment mein "AGENT" likhna mat bhoolna — Month 1 ka starter pack reply mein bhej dungi.

2 months ago |[YT] | 1

RealityCheckIndia

Weekend pe miss kar di? Toh aaj pakka dekh lo 👇

Sab keh rahe hain "AI naukri kha jayega." Sach ye hai — AI ek aisi naukri BANA raha hai jo 3 saal pehle exist hi nahi karti thi: Robot Trainer / Physical AI Engineer. Entry bina degree possible, salary ₹10 LPA tak.

Thursday wali video mein sab kholke rakha hai:
- 2 darwaaze — kaun, kiske liye
- ₹10 LPA ka honest sach (kya hai, kya nahi)
- Step-by-step roadmap — kahan se shuru karein

Sabse zyada log is ek sawaal pe atke 👉 kya Robot Trainer, software engineer se zyada "safe" job hai? 🤔 Aapko kya lagta hai — comment mein batao.

Full video 👇
https://youtu.be/jAWCurJmECw

4 months ago |[YT] | 1

RealityCheckIndia

10 saal baad aapke ghar mein kitne robot hongey?

4 months ago |[YT] | 2