Dil Ke Tukde – Official Channel
Yahan aapko milenge heart touching Sad Shayari aur Original Hindi Sad Songs jo dil ke jazbaat ko bayan karte hain.
Har lafz un logon ke liye jo mohabbat me toot chuke hain ya kisi ko sachcha pyaar kiya hai.
🎵 Original Sad Songs
💔 Emotional Love Shayari
🎶 Breakup Songs 2026
🖤 Heart Touching Music
Agar aap bhi dil se mehsoos karte ho, to channel ko subscribe karein aur jud jaayein “Dil Ke Tukde” family ka hissa bankar.


Dil ke tukde 1

Humne dard ko bhi mehmaan ki tarah bithaya hai,
Har zakhm ko hans kar gale lagaya hai…

Woh kehte the bhool jaoge hume ek din,
Humne us din ko bhi aansuon se sajaya hai…

Log poochte hain kyun itne khamosh rehte ho,
Ab kaise batayein — dil ne hi shor machaya hai…

Jo tod kar gaya hai hume beparwah hokar,
Usi ne hume shayari ka hunar sikhaya hai…

2 days ago | [YT] | 5

Dil ke tukde 1

जिसे सजदा समझा था… वही सज़ा बन गया 💔
दिल से चाहा था उसे, उसने हमें ख़्वाब समझ लिया…
क्या आपने भी ऐसा दर्द महसूस किया है?

6 days ago | [YT] | 6

Dil ke tukde 1

"Mohabbat adhuri reh jaye toh kya karna chahiye?

1 year ago | [YT] | 6

Dil ke tukde 1

Tuta dil lekar aaya hoon, sunle meri fariyad Mahadev,
Woh toh khush hai wahan, bas mujhe hi rehna hai barbad Mahadev."

1 year ago | [YT] | 9

Dil ke tukde 1

Kya apka bhi dil tuta hai💔?

1 year ago | [YT] | 4

Dil ke tukde 1

Kiska career khatre me hai😨

1 year ago | [YT] | 5

Dil ke tukde 1

Yeh chhota sa kadam, mere safar ki shuruaat hai. Aap sabka pyaar aur support chahiye, saath chaliye is raaste par. 🙏"

1 year ago | [YT] | 7