Dhai akshar prem ke... magar kya yeh kabhi pura hota hai?
Zindagi ek safar hai, jazbaat ek kahani hain, aur har lafz ek naya ehsaas hai. Yahaan milegi aapko shayari, kavita, kahaniyan aur wo alfaaz jo dil tak jaate hain.

Agar aap kabhi kisi shabd me khud ko mehsoos karna chahte hain, agar pyaar, dukh, ya khamoshi kabhi aapke apne lage hain, toh yeh jagah aapke liye hai.

🖤 Suno, mehsoos karo aur shayad apni kahani isme paa lo...
📌 Subscribe karo aur ek safar ka hissa bano!

#PoetryOfLife #DhaiAksharPremKe #LostInWords #ZindagiKiBaat