Hello Friends,
Welcome To My YouTube Channel 🫲 [ SKM Wheelchair Fitness] में आपका स्वागत है । हमारे इस Channel Per आप Ko 🏋️Fitness And Motivational Video मीलेगा || जीवन में
आगे बढ़ने के लिए Fit और Motivation बोहोत जरूरी होता है और हम चाहते हैं आप हमेशा मेरे साथ रहे। आप हमारे साथ इस Channel पर बने रहे।❣️ I Love My India And Jharkhandi 🇮🇳🙏👍
.
.
.
.
.
Mera Naam Sandeep Kumar Mahato Hai Aur Me Tatanagar Jamshedpur Se Belong Karte He Mera Umra 27 Sal Hai Main Ek Traumatic Spinal Cord Injury Ka पेशेंट हूं । Mera Spinal Cord Injury 28/07/2024 Ko Hua Tha !! मेरा इंजरी लेभल T10--T11 Translation Injury With T11 Compression Fracture S/P T9--L1 Pedicle Screw Fixation And Posterior Fusion On 02/08/2024 Me CMC Vellore Me Hua Tha ! 🙏👍
.
.
Spinal Cord Injury Home Recover Exercise
.
.
.
सपने वो नहीं जो सोते हुए देखते हैं,
सपने वो है जो हमें सोने नहीं देते ...✍️
.
.
.
जो व्यक्ति अपने कदमों की काबिलियत पर विश्वास रकता है,
वहीं सफलता की और बढ़ता है ...✍️
.
.
.
WhatsApp No.7870940571
.
.
.
🙏जोहार 🙏
SKM Wheelchair Fitness
Aap Sabhi Logon Ko Happy Makar Sankranti 🥰
1 month ago | [YT] | 5
View 2 replies
SKM Wheelchair Fitness
2 months ago | [YT] | 11
View 0 replies
SKM Wheelchair Fitness
Good Morning 🌄
3 months ago | [YT] | 12
View 0 replies
SKM Wheelchair Fitness
Hi Friends Aaj 8:00 PM Spinal Cord Injury Leg Movement Exercise Ka Video Aa Raha Hai Bina Skip Kiye Hue Video Ko Last Tak Dekhiae Ga Taki Aapko Bhi Samajh Mein Aaye Dhanyvad 🙏
3 months ago | [YT] | 23
View 4 replies
SKM Wheelchair Fitness
Hi Friends Kal Subah 7 Baje Aur Ek Spinal Cord lnjury Ka Bethne Ka Balance Part 2 Ka Exercise Video Aa Raha Hai To Aap Log Bina Skip Kiye Hue Video Ko First Se Lekar Last Tak Dekhiae Ga Taki Aapko Bhi Acche Se Samajh Mein Aaye Aur Aapko Kuchh Fayda Mile Dhanyvad 🙏🙏🙏
3 months ago | [YT] | 31
View 0 replies
SKM Wheelchair Fitness
Hi Friends Kal Dopahar 2:00 Baje Live Aaunga Aur Mera Spinal Cord Injury Ka Anubhav Aap Log Ke Sath Share Karne Wale Hain Dhanyvad 🙏🙏🙏
4 months ago | [YT] | 35
View 0 replies
SKM Wheelchair Fitness
Hello Friends Kal Subah 7 Baje Aur Ek Spinal Code Injury Ka New Video Leg Movement Exercise Ka Video Aa Raha Hai To Aap Log Bina Skip Kiye Hue Last Tak Video Dekhiye Ga Taki Aap Log Ko Bhi Samajh Mein Aaye Aur Kuchh Fayda Mile Aur Hn Kal 2 PM Main Live Aaunga Spinal Code Injury Ka Mera Anubhav Aap Log Ke Sath Share Karne Ke Liye To Aap Log 2:00 Mera Live Mein Jarur Aaiyega Dhanyvad 🙏🙏🙏
4 months ago | [YT] | 28
View 8 replies
SKM Wheelchair Fitness
Hi Friends Kal Subah 7 Baje Aur Ek New Video Aa Raha Hai Main Apna Baithane Ka Balance Kaise Kiye Usi Ka Anubhav Aap Log Ke Sath Video Mein Share Karne Wale Hain Taki Aap Log Ko Bhi Help Ho Yah Video Dekhkar 🥰
4 months ago | [YT] | 52
View 8 replies
SKM Wheelchair Fitness
Hi Friends Kal Subah 7 Baje Aur Ek Video Aa Raha Hai Jo Ki Mera Badsore Ko 2 Mahina Mein Hm Kaise Thik Kiye Hain Usi Ka Anubhav Aap Log Ke Sath Share Karne Wale Hain Jo Ki Aap Log Ke Liye Bahut Jyada Help Hoga ...✍️
5 months ago | [YT] | 48
View 3 replies
SKM Wheelchair Fitness
Wednesday Morning Ko 7 Baje Aur Ek Spinal Cord Injury Ka Kuchh Exercise Ka Video Aa Raha Hai Dosto
5 months ago | [YT] | 40
View 3 replies
Load more