Welcome to Maths By Prakash Mudgal, your one-stop destination to master maths for all competitive exams like SSC, UPSC, BANKING, RRB and other State exams with smart tricks, clear concepts, and real exam strategies!
📌 On this channel, you'll find:
✅ Expert Guidance & Strategy Sessions
✅ Important Topics & Short Tricks
✅ Previous Year Questions & Mock Tests
✅ Daily Practice & Theory Classes
The Prakash Mudgal
Exam Papers Leaked | Student protest@ jantar Mantar |
Jai Hind saathiyo🇮🇳🇮🇳
12 hours ago | [YT] | 430
View 13 replies
The Prakash Mudgal
55 days warrior...🔥🔥🔥
लिख के लेलो अगर जिसने पूरी series करदी उसका score भी पूरा आएगा
2 weeks ago | [YT] | 97
View 9 replies
The Prakash Mudgal
आज हमने इतिहास रच दिया 8k watching 😄🥲youtube.com/live/Sd1mtma3WRo?si=4lXVXoLgm19-0pdV
Jaayiye jaakr vdo dekho kse aap logo ka bekuf bnaya jaata h..
2 weeks ago | [YT] | 193
View 14 replies
The Prakash Mudgal
Hllw Everybody,
हौसला mat haaro roj ppadna hoga tab selection hoga, ye jo ek do vdo krke baith gye ya soch rahe h baad m krlenge betaa baad m kuch nhi hota fir baad baad m kb agla saal aa jaaega pta nhi chalega to is baari aakhri baar...
kh do ek baar 55 days warrior..🔥🔥🔥
3 weeks ago | [YT] | 328
View 47 replies
The Prakash Mudgal
Jai Jagganath...💕💕
Love you odisha..
Blessed to m hu .hu na?🥰
2 months ago | [YT] | 499
View 30 replies
The Prakash Mudgal
बच्चों ❤️
मैं ओडिशा गया था — भुवनेश्वर में लिंगराज मंदिर और पुरी में भगवान जगन्नाथ जी के दर्शन करने 🙏
अब आप सब बिल्कुल भी टेंशन मत लो…
भगवान का आशीर्वाद लेकर आ गया हूँ 💯
अब और ज्यादा जोश और ऊर्जा के साथ पढ़ाई करेंगे 📚🔥
अब जो तैयारी होगी ना… वो अलग ही लेवल की होगी 💥
सेलेक्शन लेकर ही रुकेंगे — और एग्जाम में **भौकाल मचा देंगे** 🚀
फोकस बनाए रखो, लगातार मेहनत करते रहो — अब रुकना नहीं है 💪
Jai Jagganath 💕
2 months ago | [YT] | 407
View 31 replies
The Prakash Mudgal
Happy Holi Guyss...AAP SBI KO HOLI KI DER SAARI SUBKAAMANAYE HUMESA KUSH RHO MAST RHO OR DHAMAL MACHATE RHO...
BHUT BHUT SAARAA PYAAR AAP SBI KO
4 months ago | [YT] | 216
View 9 replies
The Prakash Mudgal
Haa ye m hi hu... 🥰🥰
Dekha basic se top level tk pdane ka jalwa...
5 months ago | [YT] | 60
View 7 replies
The Prakash Mudgal
Haanji aap kb aa rhe ho Select hokr...??
Wait kr rha hu aapki mithai ka😇🥰
6 months ago | [YT] | 117
View 4 replies
The Prakash Mudgal
“समय आ चुका है दोस्तों, रणभूमि में आकर सबको ध्वस्त करने का।”
Namaskar mere dosto, Sabse pehle main aap sab se dil se maafi maangna chahta hoon. Foundation batch ki classes kuch dinon se nahi ho paayi, uske liye sach-me sorry. Pichhle kuch time se schedule kaafi zyada hectic aur busy tha, aur main chahta tha ki jab bhi padhau, best quality ke saath padhau — jaise maine aap sab se vaada kiya hai. Main bas isi baat ka wait kar raha tha ki kaise sab cheezon ko manage karke, taiyaari ke saath, aap sab ke beech aur behtar tareeke se aa sakun. Aur ab woh waqt aa chuka hai 💪 Kal se aap sab ki classes sharp 8:00 AM start ho jaayengi. Is baar jab aap apna exam doge, to aap khud mehsoos karoge: aapka confidence level questions ko solve karne ka tareeka aur concepts par grip Bas ek baat ka dhyaan rakhna — discipline, consistency aur revision me koi kami nahi aani chahiye. Aur ek line jo m bolta hu , mere shabdonko sunte rhna use yaad rkhna bs
. Love you mere dosto ❤️ Aapka mujh par jo vishwas hai, main use kabhi tootne nahi dunga. Dekhna… ab dhamal hone wala hai 🔥 Aapka apna, PRAKASH MUDGAL
line
6 months ago | [YT] | 33
View 11 replies
Load more